jamana jamana ho jata hai.....apna begana ho jata hai.......raste badal jaate hai.....par agar ichha ho kuchh pane ki , sab kuchh khud hi chala aata hai...........
ho sakta hai musseebtein rasta rokne aaye, ho sakta hai inka pahad ban jaye.ho sakta hai manjil badi door nazar aye......par agar ichha ho aage badhne ki to manjil khud hi kareeb aati hai..........
mene to thani hai pichhe nahi mudunga, aaj nahi to kal sahi ..................is raat ki bhi subah hogi.........

No comments:
Post a Comment