Thoughts and Poems About

Monday, 29 April 2013

Me koi kavi nahi

Me koi kavi nahi, aek aam insaan hoon...ab aap kahenge kya aam insaan kavi nahi hote? Me kehta hoon hone ko kya nahi ho sakta, par aakhirkar hota wahi hai jo manjure khuda hota...aur aam insaan aek kavi ban jata hai....pehla shabd bhala hi apna ho par kavita ka ant wahi karwata hai...is insaan ko bhala aata kya hai..,ye to likhta wahi hai jo wo likhwata hai....

No comments:

Post a Comment