Thoughts and Poems About

Monday, 29 April 2013

Tufan tha jo aaya

Tufan tha jo aaya, meri to manjil hi badal gai...jaana tha kahin aur pahunch kahin aur hi gaya.....
Thoda sambhla bhi tha me, 
ke phir aek jhonka aaya...jo tufan na kar saka tha usne kar dikhaya...ki meri sanso ko bhi apna gulam bana liya....par me phir bhi sambhla...aur sanso ke bina hi sahi, manjil ko pana apna makaam bana diya...
/KPT/

No comments:

Post a Comment