Markar bhi jinda hoon, ye kahoon ya na kahoon kuch kiya nahi mene, phir bhi ye sab ho gaya...ichchhayein to bahut thi...mushkile bhi na kam thi..phir bhi kadam badhata chala gaya...laga sab kuch paa jaunga...jo jaroori hai, wo kar hi jaunga....par e bande na tere haath kuch hai na mere...ye dor thame to koi aur kada hai....par jid tab bhi ki thi mene aur jid aaj bhi karta hoon...aur kehta hoon, mujhe jo dukh hai wo kya kam hai, par agar hai tu mera to mujko kya gam hai....
No comments:
Post a Comment